Tum ALLAH ko jantay ho ...........
Magar us ki itaat nahin kartay
Rasool (PBUH) ko pahchantay hoo......
Magar un ki payrwi nahin kartay
Quran-e-kareem parhtay hoo .......
Magar us par amal nahin kartay
Allah ki naimatain khatay hoo......... .....
magar shuker ada nahin kartay
Sheytan ko dushman samajhtay ho ....
Magar us say nahin bachtay
insan ko Apnay hathoon say dafan kartay hoo......
lakin ibrat nahin pakartay
Mout ko barhaq jantay hoo ....
magar is kay liye koi samaan nahin kartay
Jantay ho kai dozakh gunah garoon kai liye hai ...
Magar is say zara nahin dartay
Bhala jo loog Aesey kaam kartay hoon un
ki duayeen kiun kar Qabool ho saktii hain !!!!!
Higher Studies Man !!!
2 years ago
No comments:
Post a Comment